Eid kaa intzaar
Intzaar khatm hua ki shayad wo bankar eid aarahi hai..
Magar
Bas har raat yahi gaflat sata rahi hai.
Mai bhi sabar o intzaar ka imtiha zindagi bhar de sakta hu....
Shart bas itni si hai ki.....
Jab bhi aaye lage ki wo khud aarahi hai..
Comments
Post a Comment