Jo koi or naa kr saka wo kaam kr diya tumne. Pakiza ishq ko badnaam kr diya tumne... Sochta tha ki mai hi luta hu nazr-o- fareb se.................magar... Jaha bhar ke diwano ka jeena haram kr diya tumne.
Ye jo ankhon se aansu bahe jaa rahe hai. Band hothon ki kahani kahe jaa rahe hai.... Soch kar ki ye teri adalat ka faisla hai....... Saza intzaar ki hum bhi sahe jaa rahe hai...