Tadapti in Nigahon ko deedar ki Dawa dedo....... Mai bujh raha hu, aakr ke hawa dedo..... Gunah etna ki intzaar kiya maine...... Ab chaho sine se lagalo, chaho to saza dedo....... Mai bujh raha hu, aakr ke hawa dedo.... Kah do ki ab nahi aaoge to marjaau mai... Ya fir intzaar mai jeene ki koi to wajah dedo........ Tadapti in nigahon ko deedar ki dawa dedo.... Mai bujh raha hu, aakr ke hawa dedo.... Bs hifazat krna apni ana ki akram..... Baki wo agar jaan bhi mange to usse jaan bhi dedo..... Ujde huwe baag ke bhavron pe taras khao.. Banke baarish jhulse huwe poolon ko jaha dedo.... Tadapti in nigahon ko deedar ki dawa dedo.... Mai bujh raha hu, aakr ke hawa dedo....